رنگین دنیا کہ رنگین لوگوں میں ،نام نہ لکھ میرا توبہ کر لونگا، مرنے سے پہلے انجام نہ لکھ میرا فرشتے سے بڑھ کر ہے انسان بننا مگر اس میں لگتی ہے محنت زی…
Read moreshakhs nahin hota har shakhss ke kabil, Har shakhs ko apne liye socha nahin kartey.!
Read moreKhulta kisi pay kya mery dil ka muamla, Shairon k intekhab nay ruswa kia mujhy.!
Read moreAaj to hum ko paagal keh lo, pathar phenko, tanzz kar lo, Ishq ki baazi khel naheen hain, khelo ge to haaro ge..! Ibn e Insha
Read more"Yeh mohabbat bhi kya rog ha Faraz, Jisey bhooley woh sadaaa yaad aaya.!
Read moreNa tumhey hosh rahey or na mujhey hosh rahey, Is qadar toot kay chaaho mujhey pagal kar do...!
Read moreShair logon ke bohat yaad hain auron ke liye, milay to main tujhe shair sunaaon apne..!
Read moreBhala gardish e Falak falak chain deti hai kisay Insha Ghaneemat hai k hum soorat yahan do chaar bethay hain.!
Read moreGulistanon pe hi naheen moqoof, Junglon me bhi phool khilte hain.!
Read moreYeh kya ke tujhe bhi hai zamaney se shikayat, Yeh kya ke teri aankh bhi pur’num hai meri jaan.!
Read moreHum jungle ke jogi, hum ko aik jagha araam kahan, Aaj yahan, kal aur nagar, subah kahan to shaam kahan.!
Read moreHo na ho yeh koi sach bolney wala hai Qateel, ke hathon mein qalam, paon mein zanjeerein hain.!
Read moreYeh kafi hai ke hum dushman nahin hain, Wafaadari ka daava* kyon karain hum..! (daava;claim)
Read moreMain khud pehel karun ya udhar se ho ibtidaa, Barsoun guzar gaye hain yehi sochtey huye..!
Read moreKia Zaroori Ha K Hm Haar K Jeetien Tabish Ishq Ka Khel Baraber Bhi To Ho Sakta Hai..!
Read moreIshq per zor nahin, yeh woh aatish Ghalib, Ke lagaaye na lage aur bujhaaye na bujhayy.!
Read moreJin ke angan mein Ameeri ka shajar lagta hai, Un ka her aaib bhi zamany ko hunar lagta hai.! ( Shajar:Tree)(Aaib:Weakness)
Read moreKhuda ki shaan wo mera tarrapna dil lagi samjhe, Kissi ki jaaan jaati hai, kisi ka dil behelta hai..!
Read more
Social Plugin